gham too iss baat ka hai ke kaantae hamarae apnon ne bichayae.
Dukh iis baat ka nahi ke kaantae hamarae pair mein chubhae;
gham too iis baat ka hai ke nishan hamarae dil pae ubharae.
Dukh iis baat ka nahi ke aasuu hamarae dil ne royae;
gham too iis baat ka hai ke wo boondae kisi nae bhi na dekhae.
Dukh iis baat ka nahi ke unhsae hamae baewafai mili;
gham too iis baat ka hai ke pahilae humae wafa kyu mili?
Dukh iis baat ka nahi ke hum hamaesha hee akaelae thae;
gham too iis baat ka hai ke ab tak hum kitnae anjaan thae!
C'mon its not by me... its by Rakesh, for a acquaintance!!!!
But its touching to me.. and very close to my heart !!!!
Heres what Puno has to say...
"Rulanne se pehle ek baar hasya toh hota
kasoor kya tha iss dil ko bataya toh hota
mili saja uss khata ki jo ki na hamnein
kash hamne tumse dil lagaya na hota"
4 comments:
Dukh iss baat ka nahi ki hamare aansu hasi mein chhupe rahe doston se hamesha
gham to iss baat ka hai ki aj woh ek dost ke labzon mein nazar aa gaye
good one yar.... till now i really dont know how do ppl right poetry.. i know that it cant be taught by some one.. its a god given gift..njoy..
Enjoyed a lot! amana appliances Buy parental control Credit scores calculated Arizona aguila mahogany bookcase Automatic garage gate 2001 audi allroad quattro Acs bill pay salt lake city pilates Car hire convertible Can i have flu like symptoms on prozac Shopping for pdas
Post a Comment